SONG: Diya Hamne Dil Tumko Apna Samjhkar - दिया हमने दिल तुमको अपना समझकर

Diya Hamne Dil Tumko Apna Samjhkar - दिया हमने दिल तुमको अपना समझकर

LYRICS:
diya humne dil, diya humne dil tumko apna samajhkar na jana sanam tum bade aadmi ho diya humne dil tumko apna samajhkar na jana sanam tum bade aadmi ho ki ye dillagi hogi dilbar tumhari lutenge to hum tum bade aadmi ho, diya humne dil socha tha basengi dil mein najare tumhari socha tha basengi dil mein najare tumhari chhoti si kahi pe hogi duniya humari par kya mila ab meri zindgi ko ki yun hi nahi tumse darta hai ye dil tumhari kasam tum bade adami ho, diya humne dil main hun wo shama jalti hai jo gali mein main hun wo shama jalti hai jo gali mein mehalo mein aake kaise lagungi bhali main soche yahi kya karu apne ji ko ke hum hai zamin aur tum asman ho mile kaise hum tum bade aadmi ho diya humne dil tumko apna samajhkar na jana sanam tum bade aadmi ho, diya humne dil