SONG: Diya Apni Khudi Ko Jo Hamne Mita - दिया अपनी खुदी को जो हम ने मिटा

Diya Apni Khudi Ko Jo Hamne Mita - दिया अपनी खुदी को जो हम ने मिटा

LYRICS:
diya apni khudi ko jo hum ne mita vo jo parda sa bich main tha na raha raha parde main ab vo na parda nashi koi dushra uske siva na raha raha parde main ab vo na parda nashi koi dushra uske siva na raha diya apni khudi ko jo hum ne mita na thi haal ki jab hum hai apne khabar rahe dekhte auro ke vo hunar na thi haal ki jab hum hai apne khabar rahe dekhte auro ke vo hunar padi apni buraaiyon par jo najar to nigah mein koi bura na raha padi apni buraaiyon par jo najar to nigah mein koi bura na raha diya apni khudi ko jo hum ne mita jafar aadmi usko na janiyega jafar admi usko na janiyega ho vo kaisa hi saha be pamauj ka jise aish main yaade na rahi jise taish main khofe khuda na raha jise aish main yaade na rahi jise taish main khofe khuda na raha diya apni khudi ko jo hum ne mita