SONG: Diwana Kah Ke Logo Ne Mujhe Aksar Bhulaya Hai - दीवाना कह के लोगो ने मुझे अक्सर बुलाया हैं

Diwana Kah Ke Logo Ne Mujhe Aksar Bhulaya Hai - दीवाना कह के लोगो ने मुझे अक्सर बुलाया हैं

LYRICS:
diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai to mai tera nam lunga mai tera nam lunga gawayi nind aankho ne ab to dil bhi gawaya hai agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai to mai tera nam lungi mai tera nam lungi kabhi maine maykhana dekha nahi hai utha ke bhi paymana dekha nahi hai magar sab mujhe dekh ke kah rahe hai koi aisa mastana dekha nahi hai koi aisa mastana dekha nahi hai agar pucha kisi ne agar pucha kisi ne tu nashe me kaise aaya hai to mai tera nam lunga mai tera nam lunga gawayi nind aankho ne ab to dil bhi gawaya hai agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai to mai tera nam lungi mai tera nam lungi jalaya hai tu khyalo me mere jawabo me mere sawalo me mere mana karne pe bhi mana to hua na laga hi diya phul balo me mere laga hi diya phul balo me mere agar pucha kisi ne phul ye balo me kisne lagaya hai to mai tera nam lungi mai tera nam lungi diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai agar pucha kisi ne hal ye kisne banaye hai to mai tera nam lunga mai tera nam lunga suna jabki mai ho gaya hu nishana kayi bate puchega mujhse jamana chhupaunga mai kaise darde jigar ko banaunga logo se mai kya bahana agar pucha kisi ne agar pucha kisi ne teer ye kisne chalaya hai to mai tera nam lunga mai tera nam lunga gawayi nind aankho ne ab to dil bhi gawaya hai agar pucha kisi ne hal ye kisne banaye hai to mai tera nam lungi mai tera nam lungi