SONG: Diwana Hu Mai Pyar Ka Sama Hai Ikarar Ka - दीवाना हूँ मैं प्यार का समां है इकरार का

Diwana Hu Mai Pyar Ka Sama Hai Ikarar Ka - दीवाना हूँ मैं प्यार का समां है इकरार का

LYRICS:
diwana hu mai pyar ka shama hai ikrar ka ishara tera pau to tujhpe lutau khajana ye bahar ka sanam tere pyar ka suhane ikrar ka bahut hai sahara ke dil hai hamara bas ek dildar ka diwana hu mai pyar ka ham garibo ka kya ho tu agar najre fere ham garibo ka kya ho tu agar najre fere tu jo kah de chal du ek ishare pe tere maje me jhum ke mil bhul aye dil gum intzar ka sanam tere pyar ka suhane ikrar ka bahut hai sahara ke dil hai hamara bas ek dildar ka diwana hu mai pyar ka dekh mat heere moti tu mera dil bhi lele dekh mat heere moti tu mera dil bhi lele dil diya hai to jalim kuch nishani bhi dede tumhi ho jab hamare lelo pyare gahna singar ka diwana hu mai pyar ka shama hai ikrar ka ishara tera pau to tujhpe lutaua khazana ye bahar ka sanam tere pyar ka suhane ikrar ka bahut hai sahara ke dil hai hamara bas ek dildar ka diwana hu mai pyar ka