SONG: Diwana Dil Gaye, Ab Mujhse Raha Na Jaye - दीवाना दिल गाये, अब मुझसे रहा ना जाये

Diwana Dil Gaye, Ab Mujhse Raha Na Jaye - दीवाना दिल गाये, अब मुझसे रहा ना जाये

LYRICS:
diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye mit jayega jhagda sara honge hum tum no do gyarah mit jayega jhagda sara honge hum tum no do gyarah yaha se bistar gol karenge hum pure barah yaha se bistar gol karenge hum pure barah maine kal ki rel ke bombay mel ke ticket katwaye diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye mai romiyo ka bhesh banake chokidar se aankh bajake mai romiyo ka bhesh banake chokidar se aankh bajake juliet mai tujhe pukaru angan me aake juliet mai tujhe pukaru angan me aake tu apne room se jhum jhum ke galary me aaye diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye tera picha kabhi na chodu pyar se hargiz muh na modu tera picha kabhi na chodu pyar se hargiz muh na modu darti hu kanun se warna sab rasme todu darti hu kanun se warna sab rasme todu hai khof jel ka khel mel ka khatam na ho jaye diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye diwana dil gaye ab mujhse raha na jaye ye waqt pyar ka din bahar ka jake fir na aaye