SONG: Divaro Se Milkar Rona Achha Lagata Hain - दीवारों से मिलकर रोना अच्छा लगता है

Divaro Se Milkar Rona Achha Lagata Hain - दीवारों से मिलकर रोना अच्छा लगता है

LYRICS:
divaro se milkar rona acha lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se milkar rona acha lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se duniya bhar ki yaade hamse milne aati hai shaam dhale is soone ghar me mela lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se kitne dino ke pyase honge yaaro socho to shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se kisko kaisar pathar maru kaun paraya hai kaun paraya hai kaun paraya hai kisko kaisar pathar maru kaun paraya hai sheesh mehal me ek ek chehra apna lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se milkar rona acha lagta hai ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai divaro se divaro se divaro se