SONG: Divane Tum Divane Ham Kise Hai Ghum Kya - दीवाने तुम दीवाने हम किसे है ग़म क्या

Divane Tum Divane Ham Kise Hai Ghum Kya - दीवाने तुम दीवाने हम किसे है ग़म क्या

LYRICS:
divane tum divane ham kise hai gum kya kahe yeh jamana divane tum divane ham kise hai gum kya kahe yeh jamana wahi hai dil wahi hain ham magar najar me naya hai fasana divane tum divane ham naye andaj liye aayee hai yeh raat nayi naye andaj liye aayee hai yeh raat nayi jara sa chhed bhee do aaj koyee bat nayi nayi mehfil nayi halachal hai kaha ham janey naa divane tum divane ham kise hai gum kya kahe yeh jamana divane tum divane ham yaha najro me kayi rang bhare daur chale yaha najro me kayi rang bhare daur chale phir bhee pyas kahe daur jara aur chale jali shama uthe shole jale kyon parvane naa divane tum divane ham kise hai gum kya kahe yeh jamana divane tum divane ham nahee hai hosh me woh hosh kee jo bat kahe nahee hai hosh me woh hosh kee jo bat kahe nashe me jhume chalo hansati huyee raat kahe koyee kitna hame roke rukenge mastane naa divane tum divane ham kise hai gum kya kahe yeh jamana divane tum divane ham