SONG: Divaana Mujsha Nahee, Iss Amber Ke Niche - दीवाना मुझ सा नहीं, इस अम्बर के नीचे

Divaana Mujsha Nahee, Iss Amber Ke Niche - दीवाना मुझ सा नहीं, इस अम्बर के नीचे

LYRICS:
divaana mujh sa nahi iss amber ke niche divaana mujh sa nahi iss amber ke niche aage hai katil mera aur mai pichhe-pichhe divaana mujh sa nahi iss amber ke niche aage hai katil mera aur mai pichhe-pichhe paaya hai dushman ko jab se pyaar ke kabil tab se yeh aalam hai rasta yaad na manjil nind se jaise chalta hai koyi chalna yuhi aankhe miche divaana mujh sa nahi iss amber ke niche aage hai katil mera aur mai pichhe-pichhe hamne bhi rakh di hai kal pe kal ki baate hamne bhi rakh di hai kal pe kal ki baate jivan ka haasil hai pal do pal ki baate do hi ghadi ko saath rahega karna kya hai tanha ji ke divaana mujh sa nahi iss amber ke niche aage hai katil mera aur mai pichhe-pichhe divaana mujh sa nahi iss amber ke niche