SONG: Dishao Savdhan Hawao Savdhan - दिशाओं सावधान हवाओं सावधान

Dishao Savdhan Hawao Savdhan - दिशाओं सावधान हवाओं सावधान

LYRICS:
dishao savdhan hawao savdhan chale yudh ki or aaj nar se nirash bhagwan chale yudh ki or aaj nar se nirash bhagwan dishao savdhan hawao savdhan kaisi haye ghadi ye aayi ladenge ab bhai se bhai kaisi haye ghadi ye aayi ladenge ab bhai se bhai kabhi jagat me hua na jo hoga wo ghamsaan dishao savdhan hawao savdhan agni baan chhutenge dhara par dhum ketu tutenge dhara par agni baan chhutenge dhara par dhum ketu tutenge dhara par udenge mastak girengi lashe dhadhkenge maidan dishao savdhan hawao savdhan bas ab thodi si hai deri bajne wali hai randheri bas ab thodi si hai deri bajne wali hai randheri aaj dubayega manav ko manav ka abhiman dishao savdhan hawao savdhan aaj yudh vikral machega katha dhawansh ki kaal rachega aaj yudh vikral machega katha dhawansh ki kaal rachega aaj aadmi ke mathe par hai sawar shaitan dishao savdhan hawao savdhan chale yudh ki or aaj nar se nirash bhagwan dishao savdhan hawao savdhan