SONG: Dinadayaal Sakal Dukh Bhanjan, Prabhu Ke Darshan Paaye Mainne - prelude - not available on 78 disc

Dinadayaal Sakal Dukh Bhanjan, Prabhu Ke Darshan Paaye Mainne - prelude - not available on 78 disc

LYRICS:
prelude - not available on 78 disc dinadayaal sakal dukh bhajan aanand kand muraari kab se tumhe pukaar rahe ham rakh lo laaj hamaari prabhu ke darshan paaye maine prabhu ke darshan paaye rom-rom moraa naachan laagaa rogahin bha_i kaayaa janam janam ke shubh karmo kaa maine yah phal paayaa soye bhaag jagaaye prabhu ke darshan paaye many repetitions of the next line follow bhaj raadhe-govind