SONG: Din Suhane Ye Mausam Bahar Ka - दिन सुहाने, दिन सुहाने ये मौसम बहार का

Din Suhane Ye Mausam Bahar Ka - दिन सुहाने, दिन सुहाने ये मौसम बहार का

LYRICS:
din suhane, din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahaar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka ho geet pyar ka din suhane, ho din suhane ye mausam bahar ka ye dhadkan ye masti ye halchal ye dhadkan ye masti ye halchal ye jawani pe khusiyon ka aachal ye jawani pe khusiyo ka aachal kahna kya jindagi ke singar ka kahna kya jindagi ke singar ka mausam bahar ka din suhane, din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka ji ye chahe ke apna ho koi, ji ye chahe ke apna ho koi nind me pyara sapna ho koi, nind me pyara sapna ho koi or maja ho kisi ke intzar ka or maja ho kisi ke intzar ka mausam bahar ka din suhane, din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka khil uthi dil ki khamosh kaliya khil uthi dil ki khamosh kaliya jagmagai gayi ummidon ki galiya jagmagai gayi ummidon ki galiya ye machalna dil-e-bekarar ka ye machalna dil-e-bekarar ka mausam bahar ka din suhane, din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka dil ye chahe main gau geet pyar ka dil ye chahe main gau geet pyar ka ho geet pyar ka din suhane, ho din suhane ye mausam bahar ka