SONG: Din Se Duguni Ho Jaye Ratiya Haye - दिन से दुगुनी हो जाये रतिया हाय

Din Se Duguni Ho Jaye Ratiya Haye - दिन से दुगुनी हो जाये रतिया हाय

LYRICS:
din se duguni ho jaye ratiya hay din se duguni ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya, ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya jag soye aur do dil jage jag soye aur do dil jage jag ki ot me garva lage jag ki ot me garva lage ji bhar ke ho batiya ratiya ji bhar ke ho batiya ratiya din se duguni ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya laj ke badal chand pe chhaye laj ke badal chand pe chhaye tare dekhe aur sharamaye tare dekhe aur sharamaye char nain ki batiya-batiya char nain ki batiya-batiya din se duguni ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya ho jaye ratiya, ho jaye ratiya din se duguni ho jaye ratiya