SONG: Din Me Kab Socha - दिन में कब सोचा

Din Me Kab Socha - दिन में कब सोचा

LYRICS:
din main kab socha karte the soyenge hum raat kaha ab aise aawara ghoome apne wo halaat kaha apne wo halaat kaha kab thay taiz-rawi per nadaan ab manzil per tanha hai ab manzil per tanha hai soch rahe hein in hatho se choota tha wo haath kaha choota tha wo haath kaha din main kab socha karte the soyenge hum raat kaha soyenge hum raat kaha din main kab socha karte the kiya tum ne unko dekha hai kiya unse baateki hai kiya unse baateki hai tum ko kiya samjhaye yaaro khayi hum ne maat kaha khayi hum ne maat kaha din main kab socha karte the soyenge hum raat kaha soyenge hum raat kaha din main kab socha karte the barso baad mile hum unse dono the sharminda se dono the sharminda se dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kaha phir aati wo baat kaha din main kab socha karte the soyenge hum raat kaha ab aise aawara ghoome apne wo halaat kaha apne wo halaat kaha din main kab socha karte the