SONG: Din Kabhi Aise Bhi Aayenge - दिन कभी ऐसे भी आयेंगे किसे मालूम था

Din Kabhi Aise Bhi Aayenge - दिन कभी ऐसे भी आयेंगे किसे मालूम था

LYRICS:
din kabhi aise bhi aayenge kise malum tha vo mujhay yun bhul jaayenge kise malum tha din kabhi aise bhi kya khabar thi meri duniya iss tarah lut jaayegi kya khabar thi meri duniya iss tarah lut jaayegi gair ka vo ghar basayenge kise malum tha gair ka vo ghar basayenge kise malum tha din kabhi lut kar dolat humari dusre le jaayenge lut kar dolat humari dusre le jaayenge hum yaha aansu bahaye ye kise malum tha hum yaha aansu bahaye ye kise malum tha din kabhi jindgi kitni hassin thi kis kadar dil chaha tujhe jindgi kitni hassin thi kis kadar dil chaha tujhe jindgi se tang aayenge kise malum tha jindgi se tang aayenge kise malum tha din kabhi din kabhi aise bhi aayenge kise malum tha din kabhi