SONG: Din Holi Ka Aa Gaya Rang Dalo - दिन होली का आ गया रंग डालों

Din Holi Ka Aa Gaya Rang Dalo - दिन होली का आ गया रंग डालों

LYRICS:
holi hai ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho ae dhim dhim dhima dhol baaje chhanke manjira ho ji chhanke manjira holi hai dhim dhim dhima dhol baaje chhanke manjira ae thumak thumak naache meri preet adhira meri preet adhira ho ji ho sanware ke dhum me jaise naache magan meera ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi kahin ki ta rra ta rra ta rra hoye laaj ki laali pe laga pyar ka gulal laga pyar ka gulal laaj ki laali pe laga pyar ka gulal laal laal gaal bhaye aur laal laal bhaye aur laal laal ho ji ho maare sharam ke hai gauri ka bura haal ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi kahin ki ta rra ta rra ta rra hoye maar pichkari koi bach ke na ja paye koi bach ke na ja paye holi hai maar pichkari koi bach ke na ja paye aisa malo hoye hoye aisa malo rang pure baras yaad aaye pure baras yaad aaye ho ji ho do ghadi ka mel jane kaun kahan jaye ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo ho ji ho