SONG: Din Control Ke Aaye Kaise Koi Ghar Ko Chalaye - दिन कंट्रोल के आये कैसे कोई घर को चलाये

Din Control Ke Aaye Kaise Koi Ghar Ko Chalaye - दिन कंट्रोल के आये कैसे कोई घर को चलाये

LYRICS:
din control ke aye kaise ghar ko chalaye koi kab tak musibat uthaye ho koi kab tak musibat uthaye din control ke aye kaise ghar ko chalaye koi kab tak musibat uthaye ho koi kab tak musibat uthaye mera chullah bada baidardi ise lagti hai hardam sardi gili gili hai gili gili hai sari lakadiya footi jaye hai dhue se ankhiya bahar nandi ka bhaiya machaye haye haye bhukha pyasa hi daftar ko jaye ho koi kab tak musibat uthaye gawalaniya ari gawalaniya gawalaniya tu bata dudh me kitna pani dala ari kitna pani dala chupke chupke dudh bilokar makhan sabhi nikala are makhan sabhi nikala ab pina hoga dudh samajh kar pani tankiwala pani tankiwala malaniya de kachi kakadiya o malaniya de kachi kakadiya matar tamatar pyaj de de ri malaniya de jaldi malaniya bas itne se dekh ri han han teen ane me mil jate the teen sher tarkari ab to teen rupaiyo me bhi rehti daliya khali chal ri chameli bas bhi aa gai jagah nahi jagah nahi itni lambi chodi duniya itni lambi chodi duniya fir bhi isme jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi tram bus or train ka conductor kahta jagah nahi conductor kahta jagah nahi jaa jaa ja aa makan kya kamre ki khatir owner kahta jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi ab to school or college me bhi teacher kahta jagah nahi han teacher kahta jagah nahi bimaro ko hospital me docter kahta jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi itni lambi chodi duniya fir bhi isme jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi hotel me jo ghus jaye to waiter kahta jagah nahi haye jail jana ho to bhi jailer kahta jagah nahi hum to narak chale jaye par ishwar kehta jagah nahi itni lambi chodi duniya haye fir bhi isme jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi bade adami kehte sare ab ache din aa gaye hum to dhundh dhundh kar hare kab ache din aa gaye itni lambi chodi duniya itni lambi chodi duniya fir bhi isme jagah nahi house full hai jagah nahi jagah nahi jagah nahi