SONG: Din Bure Hote Hai Halat Bure Hote Hai - दिन बुरे होते हैं हालात बुरे होते हैं

Din Bure Hote Hai Halat Bure Hote Hai - दिन बुरे होते हैं हालात बुरे होते हैं

LYRICS:
din bure hote hai halat bure hote hai din bure hote hai halat bure hote hai aadmi to bura nahi hota din bure hote hai halat bure hote hai har subha koi naya dard liye aati hai har nayi sham aansu me dub jati hai maut se pahle jo mar jate hai unse puchho zindagi aadmi par kaise sitam dhati hai din bure hote hai halat bure hote hai aadmi to bura nahi hota din bure hote hai halat bure hote hai julm sahte hai tadapte hai aah bharte hai hoke majbur khud ko ham tabha karte hai zindagi me kai aise bhi mod aate hai ham nahi chahate phir bhi gunah karte hai din bure hote hai halat bure hote hai aadmi to bura nahi hota din bure hote hai halat bure hote hai dava ke badle kahi jahar pila deti hai dulhan ki mang ka sindur mita deti hai ye garibi ye bhukh aur havash jine ki yaha insan ko haivan bana deti hai din bure hote hai halat bure hote hai aadmi to bura nahi hota din bure hote hai halat bure hote hai aadmi to bura nahi hota din bure hote hai halat bure hote hai