SONG: Dilwalo Dilo Ka Mel Dilo Ka Khel Hai Kitna Pyara - दिलवालों दिलवालों दिलों का मेल दिलों का खेल

Dilwalo Dilo Ka Mel Dilo Ka Khel Hai Kitna Pyara - दिलवालों दिलवालों दिलों का मेल दिलों का खेल

LYRICS:
dilwalo dilwalo dilo ka mel dilo ka khel hai kitna pyara wo jeet gaya jo hara dilwalo dilo ka mel dilo ka khel hai kitna pyara wo jeet gaya jo hara jab tumse juda hum hote the dukh hasta tha hum rote the tab ulfat karte the ye hamne vichara tab ulfat karte the ye hamne vichara wo jeet gaya jo hara dilwalo dilo ka mel dilo ka khel hai kitna pyara wo jeet gaya jo hara wo jeet gaya jo hara sapne me jab tum aate the tum nind chura le jate the ye kahkar hamne dil ko diya sahara wo jeet gaya jo hara ye kahkar hamne dil ko diya sahara wo jeet gaya jo hara dilwalo dilo ka mel dilo ka khel hai kitna pyara wo jeet gaya jo hara wo jeet gaya jo hara tufan me naiya chhod i thi bichhade the aas na todi thi kismat ne lekin kismat ka sitara wo jeet gaya jo hara kismat ne lekin kismat ka sitara wo jeet gaya jo hara dilwalo dilo ka mel dilo ka khel hai kitna pyara wo jeet gaya jo hara wo jeet gaya jo hara