SONG: Dilwale Teri Mehfil Me Dil Mera Kho Gaya - दिलवाले तेरी महफ़िल में दिल मेरा खो गया

Dilwale Teri Mehfil Me Dil Mera Kho Gaya - दिलवाले तेरी महफ़िल में दिल मेरा खो गया

LYRICS:
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya dil ka lagana kab koi samjhe pyar na koi jane meri ada par jhume ulfat ke parvana taro ke jhuramat me chanda jaise kho gaya kya ho gaya haye kya ho gaya dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya khel rahi hai raat meri julfo se aankh micholi khel rahi hai raat meri julfo se aankh micholi armano ne li angdai, armano ne li angdai dil ki duniya dholi jab kisi ki najaro ka ye mujhpe ho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya lut ke dhan tu dhanwano se dukhiyo ke kaam aaye meri daulat chhota sa dil isko kyu le jaye chahat se pehle hi ye to tera ho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya haye kya ho gaya haye kya ho gaya