SONG: Dilli Ke Bazar Ki Balma Sher Kara De - दिल्ली के बाज़ार की बलमा सैर करा दे

Dilli Ke Bazar Ki Balma Sher Kara De - दिल्ली के बाज़ार की बलमा सैर करा दे

LYRICS:
oye dilli ke dilli ke bazar ki balma sair karade dilli ke bazar ki balma sair karade chandani chok se chandi ki surme dani lade re julmi dilli ke bazar ki balma sair karade dilli ke bazar ki balma sair karade na maine jhumke pahne na maine surma dala tune bedardi meri har bat ko kal pe tala tune bedardi meri har bat ko kal pe tala wo teri kal kab aayegi wo teri kal kab aayegi wo teri kal kab aayegi tu itna aaj batade re julmi dilli ke bazar ki balma sair karade dilli ke bazar ki balma sair karade chuti ke din bhi bole mujhko hai kam pe jana ja tujhse mai na bolu karna hai roz bahana ja tujhse mai na bolu karna hai roz bahana hoye tod na kariya aisi hoye tod na kariya aisi hoye tod na kariya aisi ya mohe maike bhijwade dilli ke bazar ki balma sair karade dilli ke bazar ki balma sair karade chandani chok se chandi ki surme dani lade re julmi dilli ke bazar ki balma sair karade dilli ke bazar ki balma sair karade