SONG: Dillagi Hi Dillagi Me Ho Gayi Nadaniya - दिल्लगी ही दिल्लगी में हो गई नादानियाँ

Dillagi Hi Dillagi Me Ho Gayi Nadaniya - दिल्लगी ही दिल्लगी में हो गई नादानियाँ

LYRICS:
dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya zindagi par meri gum ki pad gayi parchhaiya kya karu jaau kaha apna begana hua dushman hua sara jaha apna begana hua dushman hua sara jaha kaun hai jisko sunau apne gum ki dasta dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya kya karu jaau kaha ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya had se zyada badh gayi hain ab meri hairaniya dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya kya karu jaau kaha