SONG: Dile Nashad Na Ro Ho Ke Barbad Na Ro - दिले नाशाद ना रो हो के बर्बाद ना रो

Dile Nashad Na Ro Ho Ke Barbad Na Ro - दिले नाशाद ना रो हो के बर्बाद ना रो

LYRICS:
dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro bhul ja karke unhe yad na ro dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro gum na kha tujhko mohabbat me, jo aaya na karar tu akela hi nahi julm, ke teero ka shikaar is mohabbat ne kiye, saikdo barbad na ro dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro najre milti hai to, milte hi bichadti hai jarur isme meri khata hai, na koi unka kasur hoti aayi hai dil pe, ye bedad na ro dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro dekhna aabru ulfat ki, na jane paye koi aasu meri aankho me na aane paye mujhko badnaam na kar de, teri fariyad na ro dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro bhul ja karke unhe yad na ro dile nashad na ro hoke barbad na ro hoke barbad na ro