SONG: Dilbar Se Pyar Chhupane Me Bada Maja - दिलबर से प्यार छुपाने में बड़ा मजा

Dilbar Se Pyar Chhupane Me Bada Maja - दिलबर से प्यार छुपाने में बड़ा मजा

LYRICS:
dilbar se pyar chupane me bada maza hai dilbar se pyar chupane me bada maza hai kuch din ye takrar chalegi shama aur parwane me bada maza hai dilbar se pyar chupane me bada maza hai ummido ka gulshan mahke dil me sokh tamanna chahke aye meri manzil samne aaja aaj kadam mere bahke bahke husn ki dunia jhum rahi hai laga hai teer nishane me bada maza hai dilbar se pyar chupane me bada maza hai wo paas aaye mai ghabrau sahmu simtu aur sarmaau kisko diya hai pyar bhara dil puchhe bhi to mai na batau hoti hai taskin mohabbat ban ban ke sarmane me bada maza hai dilbar se pyar chupane me bada maza hai dil mera jhume shaam suhani mastaye lahraye jawani aaja o tadpane wali meri umange hai diwani chhalak rahe hai jaam nazar me aankho ke maykhane me bada maza hai dilbar se pyar chupane me bada maza hai kuch din ye takrar chalegi shama aur parwane me dilbar se pyar chupane me bada maza hai