SONG: Dilarubaa Dil Pe Tu Ye Sitam Kie Jaa Kie Jaa - दिलरुबा दिल पे तू ये सितम किए जा किये जा

Dilarubaa Dil Pe Tu Ye Sitam Kie Jaa Kie Jaa - दिलरुबा दिल पे तू ये सितम किए जा किये जा

LYRICS:
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe ho ho dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe kyaa bataaun kyaa dil kaa haal hai jis ghadi se mile ham jaise saikado bijaliyaan giri aur jal uthe ham haay kyo mujhe khaaq karne par tule ho zaalim aakhir kyaa bigaadaa hai maine tumhara dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe ho ang-ang me mithaa dard hai chhatpatae meraa dil ek dafaa me hi katl kar de tu mujhko mere kaatil haay dil ki gaharaaiyo ko chirtaa huaa ye dard ye kasak ye chubhan dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe ho aaj dil ke tum itne paas ho jaise meri dhadkan ek aaj se apne jism-o-jaan ek apne tan-man aaj ek saath mahke hai do gulaab ek dor me gunthe hai do moti ek saath dhadke hai do dil dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe ho dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa o ham bhi to aag me jalate rahe pyaar ke sholo pe chalate rahe ho