SONG: Dil Zakhmo Se Chur Magar Tu Kia Jane - ओ दिल जख्मों से चूर मगर तू क्या जाने

Dil Zakhmo Se Chur Magar Tu Kia Jane - ओ दिल जख्मों से चूर मगर तू क्या जाने

LYRICS:
o dil zakhmo se chur magar tu kya jane magar tu kya jane o pyar ki manzil dur magar tu kya jane magar tu kya jane o dil zakhmo se chur magar tu kya jane magar tu kya jane ho pyar badhake chhod diya kyu pyar badhake chhod diya kyu aas bhara dil tod diya kyu aas bhara dil tod diya kyu jhakm hue chur magar tu kya jane magar tu kya jane pyar ki manzil dur magar tu kya jane magar tu kya jane dil zakhmo se chur magar tu kya jane magar tu kya jane o pyar kisi se karne wale o pyar kisi se karne wale pyar ki raah me marne wale pyar ki raah me marne wale hote hai majbur magar tu kya jane magar tu kya jane ho dil zakhmo se chur magar tu kya jane magar tu kya jane ho pyar ki manzil dur magar tu kya jane magar tu kya jane ho biti bate yaad karenge ho biti bate yaad karenge jite jee fariyad karenge jite jee fariyad karenge rah kar tujhse dur magar tu kya jane magar tu kya jane o pyar ki manzil dur magar tu kya jane magar tu kya jane