SONG: Dil Walo Ki Mahfil Me - दिल वालों की महफ़िल में

Dil Walo Ki Mahfil Me - दिल वालों की महफ़िल में

LYRICS:
dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam na soch anjaam utha le jaam dilwalo ki mehfil me raat bhay to surahi sham bhay to paimana jhum rahe hai tare sharaabi aasma hai maikhana aise me apne sar le ek naya iljaam na soch anjaam utha le jaam dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam na soch anjaam utha le jaam dilwalo ki mehfil me sun le o diwane aankho ke afsane sun le o diwane sun le o diwane aankho ke afsane aaya hai koi pyar ki baatein dekh tujhe samjhane laut ke phir na aayegi rang bhari ye sham na soch anjaam utha le jaam dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam na soch anjaam utha le jaam dilwalo ki mehfil me