SONG: Dil Wale Jal Jal Kar Hi Mar Jaana - दिलवाले दिलवाले

Dil Wale Jal Jal Kar Hi Mar Jaana - दिलवाले दिलवाले

LYRICS:
dilwale dilwale jal jal kar hi mar jana tum preet na kar pachhtana tum preet na kar pachhtana dilwale dilwale preet ki dil se aag uthe aur dono taraf lag jaye preet ki dil se aag uthe aur dono taraf lag jaye tan ko jalaye man ko jalaye tan ko jalaye man ko jalaye phir bhi na nikle haye phir bhi na nikle haye ek shama ho ek parwana tum preet na kar pachhtana tum preet na kar pachhtana dilwale dilwale rang rangili duniya me hai rang rang ke dhokhe do din ki jiwan maya isko na bitana ro ke rang rangili duniya me hai rang rang ke dhokhe do din ki jiwan maya isko na bitana ro ke hans hans kar preet nibhana tum preet na kar pachhtana tum preet na kar pachhtana dilwale dilwale jal jal kar hi mar jana tum preet na kar pachhtana tum preet na kar pachhtana dilwale dilwale