SONG: Dil Vaale Dil Gira Hua - दिल वाले दिल गिरा हुआ

Dil Vaale Dil Gira Hua - दिल वाले दिल गिरा हुआ

LYRICS:
dil vaale dil gira huwa kya soch raha hai tu dil vaale dil gira huwa kya soch raha hai tu, soch raha hai tu sukh aur duhkh ko samajh baraabar dhiraj tu dhiraj dhar saadhu kyon soch raha kyon soch raha kya soch raha hai tu dil vaale dil gira huwa kya soch raha hai tu khotee duniya bhale bure kee kar naa sake pehchaan gyanvan par kich uchhale murakh ko de maan, murakh ko de maan tu apmaan ko maan samajh kar ponch daal aansu kyon soch raha kyon soch raha kya soch raha hai tu dil vaale dil gira huwa kya soch raha hai tu hansee khushee aur rona dhona jag ke jhuthe khel, jag ke jhuthe khel tan man me jo basa tan man me jo basa hai sabke badha tu usse mel badhake usase mel sadhu man par pa kaabu, sadhu man par pa kaabu kyon soch raha kyon soch raha kya soch raha hai tu