SONG: Dil Uski Mohabbat Me Hamesha Se - दिल उसकी मोहब्बत में हमेशा से

Dil Uski Mohabbat Me Hamesha Se - दिल उसकी मोहब्बत में हमेशा से

LYRICS:
dil uski mohabbat me hamesha se girfataar hai mera allah ki bandi hu mai allah madadgaar hai mera rab uska hai rakhwaala rab uska hai rakhwaala jo bhi rab ka ho gaya jo bhi rab ka ho gaya jisne use pahchaana jisne use pahchaana wo hi saihda ho gaya wo hi saihda ho gaya paani hawaa aur aag hai sab hai uske talabgaar paani hawaa aur aag hai sab hai uske talabgaar rahamat bhi jhum jhum kar karti hai usse pyar rahamat bhi jhum jhum kar karti hai usse pyar kurbaan uski raah me kurbaan uski raah me jo banda ho gaya, jo banda ho gaya rab uska hai rakhwaala jo bhi rab ka ho gaya jo bhi rab ka ho gaya meri dua to uski talbgaar ban gayi meri dua to uski talbgaar ban gayi uske karam se aag bhi guljaar ban gayi uske karam se aag bhi guljaar ban gayi har shola hasti thi, har shola hasti thi phul dil me kaata ho gaya, phul kaata ho gaya rab uska hai rakhwaala jo bhi rab ka ho gaya jo bhi rab ka ho gaya duniya me bolbaala hai uske hi naam ka duniya me bolbaala hai uske hi naam ka jo rab ka naam le wohi banda hai kaam ka jo rab ka naam le wohi banda hai kaam ka jisne pukara usko jisne pukaara usko wo hi uska ho gaya, wo hi uska ho gaya rab uska hai rakhwaala jo bhi rab ka ho gaya jo bhi rab ka ho gaya