SONG: Dil Use Dungi Jo Ho Sare Jamane Se Niraala - दिल उसे दूँगी जो हो सारे ज़माने से निराला

Dil Use Dungi Jo Ho Sare Jamane Se Niraala - दिल उसे दूँगी जो हो सारे ज़माने से निराला

LYRICS:
dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala pyar pa lena mera, sabhi ke bas ka nahi chahiye han chahiye, tere jaisa koi dilwala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala mere galo me khile gulsita dekh bhi lo dono aankho me sanam do jaha dekh bhi lo mere galo me khile gulsita dekh bhi lo dono aankho me sanam do jaha dekh bhi lo hay dekho jiwan se bhara hotho ka pyala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala nishani pyar ki hai, heero ka haar mera jise kat jaye jigar, wo hai singaar mera nishani pyar ki hai, heero ka har mera jise kat jaye jigar, wo hai singar mera hosh me aao sanam, zindagi pas khadi zindagi se bhi badi, pyar ki ek ghadi bujha lo pyar se tum, birha ki jwala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala pyar pa lena mera, sabhi ke bas ka nahi chahiye han chahiye, tere jaisa koi dilwala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala dil use dungi, jo ho sare jamane se nirala