SONG: Dil Unko Utha Ke De Diya - दिल उनको उठा के दे दिया

Dil Unko Utha Ke De Diya - दिल उनको उठा के दे दिया

LYRICS:
dil unko utha ke de diya kuch ghabra ke kuch sharma ke ab sochte hai ye kya kiya kuch ghabra ke kuch sharma ke dil unko utha ke de diya ye kisse hue samna dil pukara mujhe thamna ye kisse hue samna dil pukara mujhe thamna mil chuki thi najar ho chuka tha asar naam unka juba ne le liya dil unko utha ke de diya kuch ghabra ke kuch sharma ke dil unko utha ke de diya jindagi me koi aa gaya pyar ka raz samjha gaya jindagi me koi aa gaya pyar ka raz samjha gaya unke ho hi gaye hum to kho hi gaye jaane jaadu ye kaisa kiya dil unko utha ke de diya kuch ghabra ke kuch sharma ke ab sochte hai ye kya kiya kuch ghabra ke kuch sharma ke dil unko utha ke de diya