SONG: Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai - दिल उनको ढूँढता है, हम दिल को ढूँढते हैं

Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai - दिल उनको ढूँढता है, हम दिल को ढूँढते हैं

LYRICS:
dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai ham hai teri lagan hai, aye shama tu kaha hai ham hai teri lagan hai, aye shama tu kaha hai parwana banke teri mehfil ko dhundhate hai mehfil ko dhundhate hai dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai duniya se hai niraala dastur ashiko ka duniya se hai niraala dastur ashiko ka jine ki aarzu me katil ko dhundhate hai jine ki aarzu me katil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai sine me hasrato ka jaga huwa hai tufaan sine me hasrato ka jaga huwa hai tufaan ham mauj banke apne saahil ko dhundhate hai saahil ko dhundhate hai dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai manjil ko dhundhate hai