SONG: Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya - दिल टूट गया जी छूट गया

Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya - दिल टूट गया जी छूट गया

LYRICS:
dil tut gaya jee chhut gaya kismat ne mita kar chhod diya dil tut gaya jee chhut gaya kismat ne mita kar chhod diya aankhon mein bhi to aansoo na rahein majbur banaakar chhod diya aankhon mein bhi to aansoo na rahein majbur banaakar chhod diya ae meri ummido ki duniya badnaam mohabbat hoti hai ae meri ummido ki duniya badnaam mohabbat hoti hai badnaam mohabbat hoti hai kyu mujhko banaaya tha apna kyon apna banaakar chhod diya kyu mujhko banaaya tha apna kyon apna banaakar chhod diya armaan tadapte hai dil me dil hai ke sulagta rahta hai armaan tadapte hai dil me dil hai ke sulagta rahta hai jalne ke liye duniya me mujhe kyu aag laga kar chhod diya jalne ke liye duniya me mujhe kyu aag laga kar chhod diya tum fulo falo aabaad raho aabaad raho, dilshaad raho tum fulo falo aabaad raho aabaad raho, dilshaad raho tumne to mujhe duniya ke liye afsana bana kar chhod diya tumne to mujhe duniya ke liye afsana bana kar chhod diya dil tut gaya jee chhut gaya kismat ne mita kar chhod diya