SONG: Dil Tune Kehna Mana - दिल तूने कहना माना

Dil Tune Kehna Mana - दिल तूने कहना माना

LYRICS:
dil tune kahana maana kis beimaan ka kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi jiski jubaan ka hay kahana maana kis beimaan ka dil tune kahana maana bedardi baalama khudgarzi bedardi baalama khudgarzi main samjhu main jaanu re teri marji main samjhu main jaanu re teri marji hay pahle churaaye jiyaa fir tadpaaye bairi badala chukaaye kaise mere ehsaan ka kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi jiski jubaan ka hay kahana maana kis beimaan ka dil tune kahana maana jaa julmi dekh li teri yaari jaa julmi dehk li teri yaari o chhaliyaa hai jhuthi ye dildaari o chhaliyaa hai jhuthi ye dildaari are ankhiya ji waade kare aankhe beisraaye hay koi thikana nahi jis beimaan ka kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi jiski jubaan ki hay re kahana maana kis beimaan ka dil tune kahana maana