SONG: Dil Tune Diya Dil Maine Liya, Fir Bhi Dunia Jale - दिल तूने दिया दिल मैंने दिया, फिर भी दुनिया जले

Dil Tune Diya Dil Maine Liya, Fir Bhi Dunia Jale - दिल तूने दिया दिल मैंने दिया, फिर भी दुनिया जले

LYRICS:
dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya fir bhi dunia jale to hum kya kare dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya fir bhi dunia jale to hum kya kare tere baad to bhule hai dunia ko hum hum to khud ko bhi bhule hai teri kasam humne nazaro se dil ko nazar kar diya fir bhi dunia jale to hum kya kare dur kaise rahogi meri yaad se dil ka paigam denge hum fariyad se fir bhi dunia jale to hum kya kare haye aankhe hui char anjan se is bahane liya hai dil mehman se ab nibhane pade ga ye faz apna fir bhi dunia jale to hum kya kare dil lagana kayamat se hai kam nahi mohabbat me marne ka bhi gum nahi ishq me dil ki khurbani hai shaukiya fir bhi dunia jale to hum kya kare dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya fir bhi dunia jale to hum kya kare