SONG: Dil Toot Ke Bola Dil Todne Wale Ka Bhala Ho - दिल टूट के बोला दिल तोड़ने वाले का भला हो

Dil Toot Ke Bola Dil Todne Wale Ka Bhala Ho - दिल टूट के बोला दिल तोड़ने वाले का भला हो

LYRICS:
dil tut ke bola dil tut ke bola dil todne wale ka bhala ho barbad mohabbat me koi hota hai kaise koi hota hai kaise badli hui kismat ko koi rota hai kaise koi rota hai kaise ye gum wahi jane ye gum wahi jane dil jiska mohabbat me mita ho in aaho se ye kah do aise na ro haye aasu na bahaye jo aag lagi hai use rokar na bujhao ise rokar na bujhao ise jalne de isko mohabbat ki saja ho dunia me kisi ko koi pyar na karna koi pyar na karna ulfat ka kabhi bhi unko ikrar na karna kabhi bhi ikrar na karna rokar ke dunia ko jo dard mila hai dil tut ke roya dil tut ke roya dil todne wala ka bhala ho