SONG: Dil Todane Wale Aaja Re - दिल तोड़ने वाले आजा रे

Dil Todane Wale Aaja Re - दिल तोड़ने वाले आजा रे

LYRICS:
dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare are khiladi tera khilauna tod diya tune tod diya tune chhupe kaha ho samne aao chhupe kaha ho samne aao jaye kaha gam ke maare re dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare chand suraj teri nagari mein teri nagari mein yaha andhera hai yaha andhera hai ho is kismat ka nahi sawera jiyenge kiske sahare re dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare laaj bachao preet nibhao janm marn ke sath are o data bhar de jholi mangu main hath pasare dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare