SONG: Dil Todana Kisi Ka Ye Zindagi Nahi Hai - दिल तोडना किसी का ये जिंदगी नहीं हैं

Dil Todana Kisi Ka Ye Zindagi Nahi Hai - दिल तोडना किसी का ये जिंदगी नहीं हैं

LYRICS:
jara thahar jara thahar tujhe samjhau jindagi kya hai jo aaj tak na mili tujhko wo khushi kya hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai gum dusre ka lele kya ye khushi nahi hai chal is tarah ke jaise chalti hai ye hawaye chal is tarah ke jaise chalti hai ye hawaye phulo ko ye khilaye bago ko ye hasaye apne liye jiye jo wo admi nahi hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai jis par udasiya ho us hoth ko hasi de jis par udasiya ho us hoth ko hasi de dekar karar apna badle me bekali de tera dil hai ek khazana tujhe kuch kami nahi hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai wo chand ho ya shola dono me nur dekha wo chand ho ya shola dono me nur dekha lekin jise bhi dekha shole se dur dekha jo fuk de kisi ko wo roshni nahi hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai gum dusre ka lele kya ye khushi nahi hai jara thahar jara thahar tujhe samjhau jindagi kya hai jo aaj tak na mili tujhko wo khushi kya hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai dil todna kisi ka ye zindagi nahi hai