SONG: Dil Tod Bhi Diya Mukh Mod Bhi Liya - दिल तोड़ भी दिया मुख मोड़ भी लिया

Dil Tod Bhi Diya Mukh Mod Bhi Liya - दिल तोड़ भी दिया मुख मोड़ भी लिया

LYRICS:
dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya samjha sake na itna, samjha sake na itna humne kauno kusur kiya dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya tadbeer bhi na samjhi takdir ka ishara marne ke din nahi hai jeena nahi gavaara ek dard ka mara roye pyar humara mila koi na sahaara haay kya kiya dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya do dil juda hue hai ab yaad ro rahi hai majbur hai wafaayen fariyaad ro rahi hai ek dard ka mara roye pyar humara mila koi na sahaara haay kya kiya dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya dil tod bhi diya, mukh mod bhi liya