SONG: Dil Thandi Hawa Me Ha Ha Ha Uda Jaye - दिल ठंडी हवा मे हाँ हाँ हाँ हाँ उड़ा जाए पिया की याद आए हाय

Dil Thandi Hawa Me Ha Ha Ha Uda Jaye - दिल ठंडी हवा मे हाँ हाँ हाँ हाँ उड़ा जाए पिया की याद आए हाय

LYRICS:
dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye haye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye dhimi dhimi khusbu ha ha ha mahki mahki hawa hai mahki mahki fiza hai, tumhari kasam ha ha ha tumhari kasam tum bin ye kamsin fiza hai phulo ka hasna na dil ko suhave kaata sa chuba jaye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye koyal ki kuku, koyal ki kuku piya piya bole koyal ki kuku piya piya bole huk uthe mere man me ha mora manwa dole huk uthe mere man me ha mora manwa dole meri dunia me halchal machaye koyaliya jab gaye, piya ki yad aaye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye sunti nahi jab chandani rate sunti nahi jab chandani rate chanda se karti hu do do bate chanda se karti hu do do bate chanda re teri chandani piya ki yad dilaye ho chanda re teri chandani piya ki yad dilaye har sitare me pee najar aaye har sitare me pee najar aaye aankho me hai samaye, piya ki yad aaye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye dil thandi hawa me ha ha ha ha uda jaye piya ki yad aaye piya ki yad aaye