SONG: Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho - दिल तमाशा हो मगर दुनिया तमाशाई ना हो

Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho - दिल तमाशा हो मगर दुनिया तमाशाई ना हो

LYRICS:
dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho mujhe pe jo gujre to gujre mujhe pe jo gujre to gujre unki ruswaai na ho, dil tamasha ho haay ulfat me kaise waqt ki majburiyaan haay ulfat me kaise waqt ki majburiyaan jab ke dil rone ko chaahe jab ke dil rone ko chaahe aur tanhaai na ho dil tamasha ho japt karne se mohabbat me ghuta jata hai dam japt karne se mohabbat me ghuta jata hai dam aah is dar se nahi karte ki ruswaai na ho dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho dil tamasha ho