SONG: Dil Tadap Kar Reh Gaya - दिल तड़प कर रह गया

Dil Tadap Kar Reh Gaya - दिल तड़प कर रह गया

LYRICS:
dil tadap kar rah gaya dil tadap kar rah gaya hasrat machal kar rah gayi, rah gayi dekhte hi dekhte duniya badal kar rah gayi dekhte hi dekhte duniya badal kar rah gayi dil tadap kar rah gaya hasrat machal kar rah gayi, rah gayi dil ki barbadi pe hum aansu baha kar rah gaye dil ki barbadi pe hum aansu baha kar rah gaye apni majburi pe kismat hath mal kar rah gayi apni majburi pe kismat hath mal kar rah gayi dil tadap kar rah gaya hasrat machal kar rah gayi, rah gayi ab khushi kaisi labo par muskurahat ab kaha ab khushi kaisi labo par muskurahat ab kaha zindgani dard ke zindgani dard ke sanche me dhal kar rah gayi dil tadap kar rah gaya