SONG: Dil Shaam Se Duba Jata Hai - दिल शाम से डूबा जाता है

Dil Shaam Se Duba Jata Hai - दिल शाम से डूबा जाता है

LYRICS:
dil sham se duba jata hai dil sham se duba jata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga jab nagan bankar tanhai jab nagan bankar tanhai das jayegi to kya hoga das jayegi to kya hoga dil sham se duba jata hai jab pyas mere armano ki har sans se bhadti jayegi har sans se bhadti jayegi ye kashti jab tufano se ye kashti jab tufano se takrayegi to kya hoga takrayegi to kya hoga dil sham se duba jata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil sham se duba jata hai rah takte agar thak jaye nazar deti hai taslli aash magar deti hai taslli aash magar jab aash taslli de-de kar jab aash taslli de-de kar thak jayegi to kya hoga thak jayegi to kya hoga dil sham se duba jata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil sham se duba jata hai