SONG: Dil Se Tumhari Yaad - दिल से तुम्हारी याद भुलाई ना जायेगी

Dil Se Tumhari Yaad - दिल से तुम्हारी याद भुलाई ना जायेगी

LYRICS:
dil se tumhari yaad bhulayi na jayegi dil se tumhari yaad bhulayi na jayegi jalti hui shamma ye bujhai na jayegi jalti hui shamma ye bujhai na jayegi luta hai kisi ke pyar ne, duniya se kya kahe duniya se kya kahe luta hai kisi ke pyar ne, duniya se kya kahe duniya se kya kahe ye gum bhari kahani sunayi na jayegi ye gum bhari kahani sunayi na jayegi funka hai hamne apna chaman, apne hath se funka hai hamne apna chaman, apne hath se ujde chaman ki raakh, udayi na jayegi ujde chaman ki raakh, udayi na jayegi o dil ke baagwan tujhe ye khabar nahi ye khabar nahi o dil ke baagwan tujhe ye khabar nahi ye khabar nahi murjha gayi kali