SONG: Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara - दिल से हैं प्यारा जिसका इशारा

Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara - दिल से हैं प्यारा जिसका इशारा

LYRICS:
dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana dekh ke jiska jalva chadhta suraj pani bharta hai ha suraj pani bharta hai aasman bhi uske aage jhuk kar sajde karta hai ha jhuk kar sajde karta hai mast hawaye jab laharaye gaye usi ka afsana dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana vo jo baho me aan mile to shokh bahare sharmaye ha shokh bahare sharmaye bhule se jo hans de to phulo ko pasine aa jaye phulo ko pasine aa jaye hosh uda ja samne aa ja aap se kyu hai begana dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana