SONG: Dil Se Dil Takraye Phir Dono Ghabraye - दिल से दिल टकराये फिर दोनों घबराये

Dil Se Dil Takraye Phir Dono Ghabraye - दिल से दिल टकराये फिर दोनों घबराये

LYRICS:
dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye wo uttar ke panchhi the aur wo dakkhin ki mainaa wo uttar ke panchhi the aur wo dakkhin ki mainaa ek roz ek baag me yun hi lad gaye nainaa ek roz ek baag me yun hi lad gaye nainaa dil de ke ghar aaye ghar aa kar pachchhataaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye kab tak chhat par let kar karte taaron se baaten kab tak chhat par let kar karte taaron se baaten nind chali gai ruth ke kaise katti raaten nind chali gai ruth ke kaise katti raaten apnon se sharamaaye gairon se katraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye dil se dil takraaye phir donon ghabraaye sabr ki dori tut gai to love marriage kar laaye, love marriage kar laaye