SONG: Dil Se Dil Milne Kaa Koyee Karan Hoga - दिल से दिल मिलने का कोई कारण होगा

Dil Se Dil Milne Kaa Koyee Karan Hoga - दिल से दिल मिलने का कोई कारण होगा

LYRICS:
dil se dil milne ka koi kaaran hoga bina kaaran koi baat nahi hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga bina kaaran koi baat nahi hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga waise to hum dono ek duje se hai abhi anjane waise to hum dono ek duje se hai abhi anjane koi agar dekhe to kahe barso ke hai mit purane ho ho ho ho kuchh hai tum me hum me varna is mausam me phulo ki aisi baarat nahi hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga jane kaha se aaye ho tum hum aaye kaha se jane aji tumko khabar na humko pata dil kaise mile deewane jane kaha se aaye ho tum hum aaye kaha se jane ho ho ho ho shayad hum dono ka ek hi rasta hoga varna hamari mulakat nahi hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga