SONG: Dil Pehlu Se Uchala Jaye - दिल पहलू से उछाला जाये

Dil Pehlu Se Uchala Jaye - दिल पहलू से उछाला जाये

LYRICS:
dil pahlu se uchhala jaye naye rang laye hua kya hua kya dil pahlu se uchhala jaye naye rang laye hua kya hua kya khuli aankhe tumhe ye bataye hua kya tumhe hua kya hua kya dil pahlu se uchhala jaye naye rang laye hua kya hua kya ho tere naino mein ho tere naino mein kaun basa hai tere sapne mein kaun aa gaya hai jisne chupke se jisne chupke se aag laga di ek nanhi si basti basa di haa basa di teri duniya hi badali jaye hua ya hua kya ho kyo angdayiya aa rahi hai kyo angdayiya aa rahi hai kyo madhohoshiya kyo madhohoshiya chha rahi hai aisi ?? kaliya bhi sharma rahi hai sharma rahi hai meri aankho mein nind na aaye jiya tadpaye hua kya hua kya ho koi door se kuch bhi kare koi door se kuch bhi kare chhup chhup ke kare ishare ???? mar jaye na mar jaye na sharm ke mare teri chundri sarki jaye hua kya hua kya dil pahlu se uchhala jaye naye rang laye hua kya hua kya