SONG: Dil Parinda - कैसी खुदाई तेरी, तूने ही बनायीं रब्बा

Dil Parinda - कैसी खुदाई तेरी, तूने ही बनायीं रब्बा

LYRICS:
kaisi khudaayi teri tune hi banayi rabba kaahe ko banaya tune ishq bezubaan zubaan ki bhaasha, kaise koi samjhe bata ja kaahe ko banaya tune ishq aisa kyun hota hai? dil ye kyun rota hai? jo nahi tha tera, phir kyun uski aas hai jo nahi tha tera, phir kyun uski aas hai koi mann mein hansta, koi mann hi maan hai rota koi mann mein hi gharonda banaye kahin chalke khushiyon ke aansun kahin roye dukh se naina naina samajh bhi na paaye, baawra dil parinda, dhoonde aashiyaana dil parinda, dhoonde aashiyaana ye na jaane, kahan isko jaana, baawra aa..aa..naina.. mann mein koi basta, par tujhe na milta kismaton ka likkha kahan, hai kisi ko dikhta mann mein koi basta, par tujhe na milta kismaton ka likkha kahan, hai kisi ko dikhta ghum ki hai saheli, uljhi ek paheli ishq pe kisi ka, kahan zor chalta dil parinda, dhoonde aashiyaana ye na jaane, kahan isko jaana, kaisi khudaayi teri, tune hi banayi rabba kaahe ko banaya tune ishq bezubaan zubaan ki bhaasha, kaise koi samjhe bata ja kaahe ko banaya tune ishq dil parinda, dhoonde aashiyaana ye na jaane, kahan isko jaana, aisa kyun hota hai? dil ye kyun rota hai? jo nahi tha tera, phir kyun uski aas hai dil parinda, dhoonde aashiyaana ye na jaane, kahan isko jaana, baawra bezubaan ishq, bezubaan ishq