SONG: Dil Par Sau Sau Baar Chalaaye Naino Wale Teer Ho - दिल पर सौ सौ बार चलाये नैनों वाले तीर हो

Dil Par Sau Sau Baar Chalaaye Naino Wale Teer Ho - दिल पर सौ सौ बार चलाये नैनों वाले तीर हो

LYRICS:
dil par sau sau baar chalaye naino waale tir ho is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho kaabul aur kashmir ho dil par sau sau baar chalaye naino wale tir ho is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho kaabul aur kashmir ho sakhi hamari nai naveli jaise baag mein khili chameli sakhi hamari nai naveli jaise baag mein khili chameli dekhe jisko bhar ke nazar wo dekhe jisko bhar ke nazar, wo ho jaaye dilgir wo is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho kaabul aur kashmir ho sab duniya is par lalchaye par ye kisi ke hath na aaye sab duniya is par lalchaye par ye kisi ke hath na aaye haar gayi ab nain mila ke haar gayi ab nain mila ke ishq bada beteer ho is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho kaabul aur kashmir ho dil par sau sau baar chalaye naino waale tir ho is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho kaabul aur kashmir ho